Friday 28 April 2017

Kejriwal Jokes

๐Ÿ˜‰

เคฎैं เคคो BJP เคธे เคนूँ Muffler Man

Bus Stop pe
ek aadmi thand se sikud rha tha

tabhi ek ladki udhar se gujri
Ladki – itni thand hai
muffler bandh lo na bhaiya
Aadmi – are nahi me to bhajpa se hu :)
itni nafrat :p





 

NoteBandi Virodh


Kejriwal – kya aap notebandi ke virodh me hain ?
me – nahi bhai me to kisi bhi
bandi ke virodh me nahi hu
Kejriwal – kyu ?
me – me kisi bandi ke virodh me nahi hu
kyunki bandiya khubsurat hi itni hoti hain 
 
 
 
 

Kejriwal Ji Ki Samasya



Kejriwal apni maa ko lekar doctor ke paas gaya
Doctor – kya hua mata ji ko
Kejriwal – inko hichki bhut jyada aati hai
subah sham inko hichki hi aati rhti hai
Doctor – sahab ye to aapki galti hai
Kejriwal – meri kaise ?
Doctor – delhi me jab bi kisi chiz par mahngai badhti hai
log aapki mataji ko yaad karne lagte hain :) :)
 
 
 
 
 

Kejriwal Seriour His Wife

 
kejriwal ki patni khaana lagaati hai ,,
patni – ye lo , khaana kha lo ,
kejriwal – ye kya hai ?
patni – daal chaaval …
kejarivaal – main nahin khaoonga , donon mile hue hain ,
aur jyaada boli to dharana de doonga chaaval ke khilaaph





                   
 
 



 

Friday 21 April 2017

teacher joke of the day

                              ๐Ÿ˜‰
Teacher – “Khushi ka thikana na rha”          
is muhavre ka kya matlab hai ?

Pappu – khushi ghar walo se chipkar
rojana apne boyfriend se milne jati thi
ek din uske papa ne boyfriend ke sath dekh liya
aur khusi ko ghar se nikal diya
ab bechari “khushi ka thikana na rha” :)

Teacher behosh




Bapu – tu fail kaise ho gaya
Beta – bapu paper me sawal hi
aise aise aaye the jo muje pata nahi the
Bapu – fir tune uttar kaise likhe ?
Beta – mene bhi uttar aise aise likhe
jo master ko bhi pata nahi the :)





Master – kamino padhai shuru kr do
paper aane wale hain
Pappu – me to khub padhai karta hu
kuch bhi puch lo

Master – bata tajmahal kisne bnaya
Pappu – mistri ne
Master – abe gadhe matlab kisne banwaya
Pappu – thekedar ne banwaya hoga :)





  • เคŸीเคšเคฐ : เคคुเคฎ เคชเคฐिंเคฆो เค•े เคฌाเคฐे เคฎें เคธเคฌ เคœाเคจเคคे เคนो ??
    เคธंเคœू : เคนाँ
    เคŸीเคšเคฐ : เค…เคš्เค›ा เคฏे เคฌเคคाเค“ เค•ौเคจ เคธा เคชเคฐिंเคฆा เค‰เคก़ เคจเคนीं เคธเค•เคคा ??
    เคธंเคœू : เคฎเคฐा เคนुเค† เคชเคฐिंเคฆा
    เคญाเค— เคชाเค—เคฒ เค•เคนीं เค•ा 


      เคŸीเคšเคฐ : เคเค• เคŸोเค•เคฐी เคฎें 10 เค†เคฎ เคนै , เค‰เคธเคฎें เคธे เฅจ เค†เคฎ เคธเฅœ เค—เค , เคฌเคคाเค“ เค•िเคคเคจे เค†เคฎ เคฌเคšे ?
เคธंเคœू : เคธเคฐ , 10 เค†เคฎ
เคŸीเคšเคฐ : เคตो เค•ैเคธे ?เคธंเคœू : เคธเฅœเคจे เค•े เคฌाเคฆ เคญी เค†เคฎ เคคो เค†เคฎ เคนी เคฐเคนेเค—ा เคจा , เค•ेเคฒे เคคो เคฌเคจ เคจเคนीं เคœाเคฏेंเค—े
เค†เคœ เคธंเคœू เคเค• เคตเค•ीเคฒ เคนै